Yeh Phoolon Ki Khushbu

作词:Bhupinder S

作曲:Bhupinder S

所属专辑:Now Playing! Greatest Ghazal Duets

歌词

Yeh Phoolon Ki Khushbu - Bhupinder Singh/Mitali Singh

作词:Ibrahim Ashq

作曲:Bhupinder Singh

Yeh phoolon ki khushbu

Hawao ki thandak

Fizzao ki masti bhare shaam hain

Yeh phoolon ki khushbu

Hawao ki thandak

Fizzao ki masti bhare shaam hain

Ye deewana mosam

Ye deewana mosam

Ye mastana aalam

Tere naam hain bas

Tere naam hain

Yeh phoolon ki khushbu

Hawao ki thandak

Fizzao ki masti bhare shaam hain

Uddaye liye jaa rahi hain

Tamanna Zamee par nahi

Aasman par kadam hain

Uddaye liye jaa rahi hain

Tamanna zamee par nahi

Aasman par kadam hain

Bahot narm ehsaas chhune laga hain

Tumhein kyaa bataye

Kahan aaj hum hain

Tumhein kyaa bataye

Kahan aaj hum hain

Ye raahe ye manzil

Ye raahe ye manzil

Ye khilta huaa dil

Khushi hi khushi ka

Ye paigaam hain

Yeh phoolon ki khushbu

Hawao ki thandak

Fizzao ki masti bhare shaam hain

Labo ki khamoshi mein hain ek kahaani

Muhabbat ke dharo mein hain

Ek rawaani

Labo ki khamoshi mein hain

Ek kahaani

Muhabbat ke dharo mein hain

Ek rawaani

Kadam do kadam ka safar ye hamara

Ghuzarenge hum

Saath ek zindagaani

Ghuzarenge hum saath ek zindagaani

Milli jab nigahein

Milli jab nigahein

Diye jhal uthe hain

Ye kaisa muhabbat ka inaam hain

Ye deewana mosam

Ye deewana mosam

Ye mastana aalam

Tere naam hain bas

Tere naam hain

Yeh phoolon ki khushbu

Hawao ki thandak

Fizzao ki masti bhare shaam hain

Ye deewana mosam

Ye mastana aalam

Tere naam hain bas

Tere naam hain

展开