Saiyan Bina (Aangan Ki Kali + Soundtrack Version)

作词:Shailey Shaliendra

作曲:Bappi Lahiri

所属专辑:The Legend Forever Lata Mangeshkar Vol 5

歌词

@migu music@

Saiyan Bina - Lata Mangeshkar/Bhupinder Singh (Bhupinder Singh)

Written by:Bappi Lahiri

Saiya bina

Ghar suna suna

Saiya bina ghar suna

Rahi bina jaise suni galiya

Bin khushabu jaise suni kaliya

Saiya bina ghar suna suna

Saiya bina ghar suna

Suna din kali ratiya

Asuvan se bhigi patiya

Har aahat pe dari dari

Rah take meri ankhiyan

Suna din kali ratiya

Asuvan se bhigi patiya

Har aahat pe dari dari

Rah take meri ankhiyan

Chand bina jaise suni ratiya

Phul bina jaise suni bagiya

Saina bina ghar suna

Saina bina ghar suna suna

Saina bina ghar suna suna

Saina bina ghar suna

Andhiyare badal chhaye

Kuchh bhi na man ko bhaye

Dekh akeli ghere mujhe yadon ke kale saye

Andhiyare badal chhaye

Kuchh bhi na man ko bhaye

Dekh akeli ghere mujhe yadon ke kale saye

Chand bina jaise suni ratiya

Phul bina jaise suni bagiya

Saiya bina ghar suna suna

Saiya bina ghar suna

Aansu yu na bahao

Ye moti na lutao

Rukati nahi hain

Waqt ki dhara

Pala pala badale

Jaga ye sara

Rukati nahi hain

Waqt ki dhara

Pala pala badale

Jaga ye sara

Je se dalegi

Rat anderi

Muskaye ge suraj pyara

Sukh ke liya pare dukh vi sehena

Ab na kabi pir tum ye kehena

Saiya bina ghar suna suna

Saiya bina ghar suna

展开