Samay Bada Balwan Re (Album Version)

作词:Harish Chandra

作曲:Harish Chandra,Anup Jalota

所属专辑:Bhajan Teerth Vol. 1

歌词

Samay Bada Balwan Re(Album Version) - Anup Jalota

作词:Harish Chandra

作曲:Anup Jalota

Samay bada balwan

Samay bada balwan

Samay bada balwan

Samay bada balwan

Ik din sabko jaana hoga nirdhan ya dhanwan re

Samay bada balwan

Samay bada balwan

Hai durlabh ye manav jeevan bada kathin paana manav tan

Hai durlabh ye manav jeevan bada kathin paana manav tan

Pakar dhan vaibhav youvan tu mat karna abhimaan re

Samay bada balwan

Samay bada balwan

Jis din ayaa tu dharti par kaal chala humjoli ban kar

Jis din ayaa tu dharti par kaal chala humjoli ban kar

Pata na kis pal dhar baithega murkh rut pehchaan re

Samay bada balwan

Samay bada balwan

Kaam bahut par jeevan thoda

Us par man ka chanchal ghoda

Kaam bahut par jeevan thoda

Us par man ka chanchal ghoda

Ruk ja prani gaale prabhu ka

Sundar pyara naam re

Samay bada balwan

Samay bada balwan

Jab chalne ka pal ayega koi rok nahin paega

Jab chalne ka pal ayega koi rok nahin paega

Prabhu charon mein sharan tihari soch samajh naadan re

Samay bada balwan

Samay bada balwan

展开