Chumunga (Album Version)

作词:Pankaj Udhas

作曲:Pankaj Udhas

所属专辑:The Legend Forever Pankaj Udhas Vol 4

歌词

@migu music@

Chumunga - Pankaj Udhas

Written by:Pankaj Udhas

Aaj maine socha hai tumko main na chumumnga

Aaj main toh chumunga uss khuda ke haathon ko

Jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai

Apko banaya hai

Aaj maine socha hai tumko main na chumumnga

Aaj main toh chumunga uss khuda ke haathon ko

Jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai

Apko banaya hai

Rakh diya sitaron ka

Husn tere aanchal mein

Bhar diya ghataon ka

Rang tere kajal mein

Mauj teri chuddi hai leher teri jhanjhar hai

Chand tere maathe ka jagmata jhumar hai

Chandani zameen par hai ya tumhara saaya hai

Aaj maine socha hai tumko main na chumumnga

Aaj main toh chumunga uss khuda ke haathon ko

Jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai

Apko banaya hai

Ni ni sare re ma nida maga

Re ma re pa re da nida ma pa

Ma pa dani sare nisa pani dani sani pa

Mapa niga gama resa nisa pani dani sa

Shaakh se la chak lekar

Di tumhari baahon ko

Ras gulab se lekar

Di in khaas hothon ko

Baadalon ko buna hai kaale kaale baalon mein

Is zameen ka sab sona rakh diya hai gaalon mein

Rab ne kis mohobbat se aap ko banaya hai

Aaj maine socha hai tumko main na chumumnga

Aaj main toh chumunga uss khuda ke haathon ko

Jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai

Apko banaya hai

Aap ko banakar wo

Kitna khush hua hoga

Dekh kar tumhe wo bhi

Muskura utha hoga

Kis tarah tumhe usne husn se nawaaza hai

Jaan tumpar rakho bhi pyaar aa gaya hoga

Kya haseen chehra hai kya haseen kaya hai

Aaj maine socha hai tumko main na chumumnga

Aaj main toh chumunga uss khuda ke haathon ko

Jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai

Apko banaya hai

展开