Are Re Re Sambhalo (From Khuda Kasam )(电影《Khuda Kasam》插曲)

作词:Majrooh Sultanpuri

作曲:Laxmikant–Pyarelal

所属专辑:Hits Of Vinod Khanna

歌词

@migu music@

Are Re Re Sambhalo (From "Khuda Kasam") - Mohammed Rafi

Written by:Laxmikant Pyarelal/Majrooh Sultanpuri

Are re re re sambhaalo mujhe yaaron

Maine nahi pi yeh pyar ka nasha hai

Are re re re sambhaalo mujhe yaaron

Maine nahi pi yeh pyar ka nasha hai

Yeh kabhi utara hai na kabhi utarega

Yeh miyaan jaam ka nahi

Nigaahein yaar ka nasha hai

Are re re re sambhaalo mujhe yaaron

Maine nahi pi yeh pyar ka nasha hai

Jab ek saath kayi yaar najar aate hain

Khushi ke maare kabhi kadam behak jaate hain

Inase miliye yeh hai ek janewale mere

Aur yeh bhi toh hai pehchaan ne wale mere

Aap ke dil mein hai ke mujhe hosh nahi

Aji hasake na dekhiye

Mujhe har baat ka pata hai

Are re re re sambhaalo mujhe yaaron

Maine nahi pi yeh pyar ka nasha hai

Yahaan aise bhi hai jinaki surat

Jinaki surat woh nahi hai jo najar aati hai

Yeh najaara bhi ajaba hai yaaron

Ke jo dushman hai wohi saathi hai

Yeh toh rangin bhi hai kaisi tauba

Ke tabiyat meri ghabraati hai

Jo kabhi julf mehak uthati hai

Toh kahin khun ki bu aati hai

Are yeh kya main keh gaya

Mujhe kya aaj ho gaya

Yeh miyaan jaam ka nahi

Nigaahein yaar ka nasha hai

Are re re re sambhaalo mujhe yaaron

Maine nahi pi yeh pyar ka nasha hai

Kar de na maaf sanam meri yeh baatein

Hoti hai tumase kahaan aisi mulaakaatein

To chalo chalake kahein do dil pyaar karein

Aaj tak jo na kiya wahin ikraar karein

Hamein swikar karo tum

Tumhein swikar karein hum

Ke hamein aaj gulbadan tere deedar ka nasha hai

Are re re re sambhaalo mujhe yaaron

Maine nahi pi yeh pyar ka nasha hai

Are re re re sambhaalo mujhe yaaron

Maine nahi pi yeh pyar ka nasha hai

Are re re re sambhaalo gir na jaau

展开