Mana Teri Nazar Mein (From "Ahista Ahista")

作词:Naqsh Layalpuri

作曲:Khayyam

所属专辑:Now Playing! Greatest Ghazals Of Bollywood

歌词

Mana Teri Nazar Mein(Ahista Ahista / Soundtrack Version) - Sulakshana Pandit

作词:Naqsh Layalpuri

作曲:Khayyam

Mana teri nazar me

Tera pyar hum nahi

Mana teri nazar me tera pyar hum nahi

Kaise kahe ke tere

Kaise kahe ke tere talabgar hum nahi

Mana teri nazar me

Tan ko jalake rakh banaya bichha diya

Tan ko jalake rakh banaya bichha diya

Lo ab tumhari raah me deewar hum nahi

Lo ab tumhari raah me deewar hum nahi

Mana teri nazar me

Jisko nikhara humne tamanna ke khunse

Jisko nikhara humne tamanna ke khunse

Gulshan me us bahar ke hakdar hum nahi

Gulshan me us bahar ke hakdar hum nahi

Mana teri nazar me

Dhoka diya hai khudko mohabbat ke naam par

Dhoka diya hai khudko mohabbat ke naam par

Ye kis tarah kahe ke gunhegar hum nahi

Mana teri nazar me tera pyar hum nahi

Kaise kahe ke tere

Kaise kahe ke tere talabgar hum nahi

Mana teri nazar me

展开