Yeh Kiska Tassavoor Hai

作词:Jigar Muradabadi

作曲:Jagjit Singh

所属专辑:Icon

歌词

@migu music@

Ye kiska tassavvur hai, ye kiska fasaana hai

Jo ashk hain aankhon mein tasbih ka daana hai

aankhon mein nameen si hai, chup-chup se wo baithe hain

nazook si nighahon mein naazook sa fasana hai

ye ishk naheen aasaan itna to samajh leeje

ik aag ka dariyaa hai aur doob ke jaana hai

ya wo the khafa humse, ya hum hain khafa unse

kal unka zamaanaa tha, aaj apna zamaana hai

展开