Ek Taraf Uska Ghar

作词:Zafar Gorakhpuri

作曲:Pankaj Udhas

所属专辑:Ek Taraf Uska Ghar

歌词

@migu music@

Ek Taraf Uska Ghar - Pankaj Udhas

Teri nigaah se aisi

Sharab pi maine

Ki phir na hosh ka

Daava kiya kabhi maine

Woh aur honge jinhe

Maut aa gayi hogi

Nigaahen yaar se

Paayi hai zindagi maine

Ai gamezindagi

Ai gamezindagi

Kuchh to de mashwara

Ai gamezindagi

Kuchh to de mashwara

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Main kaha jaaun hota nahi faisala

Main kaha jaaun hota nahi faisala

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Ek taraf baam par

Koi gulpham hai

Ek taraf mehfilen badaojaam hai

Ek taraf baam par koi gulpham hai

Ek taraf mehfilen badaojaam hai

Dil ka donose hai kuchh na kuchh hai vaasta

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Usake dar se utha to kidhar jaaunga

Maikada chhod dunga to main marr jaaunga

Usake dar se utha to kidhar jaaunga

Maikada chhod dunga to main marr jaaunga

Usake dar se utha to kidhar jaaunga

Maikada chhod dunga to main marr jaaunga

Sakht mushkil mein hoon kya karu ai khuda

Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada

Ek taraf usaka ghar ek taraf maikada

Zindagi ek hai

Aur talabgar do

Jaan akeli magar

Jaan ke haqdaar do

Zindagi ek hai

Aur talabgar do

Jaan akeli magar

Jaan ke haqdaar do

Dil bata pehele

Kiska karu hak ada

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Is taaluk ko main

Kaise todu jafar

Kisko apanaau main

Kisako chodu zafar

Is taaluk ko main

Kaise todu jafar

Kisko apanaau main

Kisako chodu zafar

Is taaluk ko main

Kaise todu jafar

Kisko apanaau main

Kisako chodu zafar

Mera donose rishta

Hai nazdik ka

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Ai gamezindagi

Kuchh to de mashwara

Ai gamezindagi

Kuchh to de mashwara

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Main kaha jaaun hota nahi faisala

Main kaha jaaun hota nahi faisala

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

Ek taraf usaka ghar

Ek taraf maikada

展开