Badnam Mere Pyar Ka (Album Version)

作词:佚名

作曲:Qaiser-Ul-J

所属专辑:The Great Ghazals

歌词

@migu music@

Chasmein purnam kharid sakta hoon

Chasmein purnam kharid sakta hoon

Zulfe barham kharid sakta hoon

Tu agar apna bana le mujhko

Tera har gham kharid sakta hoon

Badnaam mere pyaar ka

Badnaam mere pyaar ka afsana hua hai

Badnaam mere pyaar ka afsana hua hai

Deewane hi kehate hain ke deewana hua hain

Badnaam mere pyaar ka afsana hua hai

Deewane hi kehate hain ke deewana hua hain

Badnaam mere pyaar ka afsana hua hai

Rishta thaa tabhi to kisi bedard ne toda

Rishta thaa tabhi to kisi bedard ne toda

Rishta thaa tabhi to kisi bedard ne toda

Bedard ne toda..bedard bedard ne toda

Rishta thaa tabhi to kisi bedard ne toda

Apna thaa tabhi to koi begana huaa hain

Deewane hi kehate hain ke deewana hua hain

Badnaam mere pyaar ka afsana hua hai

Mausam ne banaya hain nigaho ko sharabi

Mausam ne banaya hain…

Mausam ne banaya hain nigaho ko sharabi

Jis phool ko dekhun wahin paimana hua hain

Deewane hi kehate hain ke deewana hua hain

Badnaam mere pyaar ka afsana hua hai

Baadal ki tarah aake baras jaaiye ek din

Baadal ki tarah aake baras jaaiye ek din

Baadal ki tarah aake baras jaaiye ek din

Dil aapke hote huye

Dil aapke hote huye virana huaa hain

Dil aapke hote huye virana huaa hain

Deewane hi kehate hain ke deewana hua hain

Badnaam mere pyaar ka afsana hua hai

Deewane hi kehate hain ke deewana hua hain

Deewane hi kehate hain ke deewana hua hain.

展开