Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu

作词:Narayan Agrawal

作曲:Jagjit Singh

所属专辑:Karuna

歌词

@migu music@

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu - Jagjit Singh

Tum karuna ke sagar ho prabhu

Meri gagar bhar do

Tum karuna ke sagar ho prabhu

Meri gagar bhar do

Thake panw hain door gaon hain

Ab to kirpa kar do

Tum karuna ke sagar ho prabhu

Meri gagar bhar do

Tum karuna ke sagar ho prabhu

Meri gagar bhar do

Hare krishna hare krishna

Krishna krishna hare hare

Hare rama hare rama

Rama rama hare hare

Klesh blesh me bhara ye man hai

Mila mera tan hai

Klesh blesh me bhara ye man hai

Mila mera tan hai

Tum kripala deen dayala

Tum se hi jivan hai

Is tan man ko upvan karne ka

Wardan amar do

Tum karuna ke sagar ho prabhu

Meri gagar bhar do

Thake panw hain door gaon hain

Ab to kirpa kar do

Tum karuna ke sagar ho prabhu

Meri gagar bhar do

Hare krishna hare krishna

Krishna krishna hare hare

Hare rama hare rama

Rama rama hare hare

Yachak bankar khada hu dware

Dono haath main jode

Yachak bankar khada hu dware

Dono haath main jode

Param pita tum ho main janu

Pita na balak chhode

Daas narayan kre archna

Meri pida har lo

Tum karuna ke sagar ho prabhu

Meri gagar bhar do

Thake panw hain door gaon hain

Ab to kirpa kar do

Tum karuna ke sagar ho prabhu

Meri gagar bhar do

Hare krishna hare krishna

Krishna krishna hare hare

Hare rama hare rama

Rama rama hare hare

Hare krishna hare krishna

Krishna krishna hare hare

Hare rama hare rama

Rama rama hare hare

Hare krishna hare krishna

Krishna krishna hare hare

Hare rama hare rama

Rama rama hare hare

展开