Tumhare Shehar Ka Mausam (Live)

作词:Qaiser-Ul-Jafri

作曲:Kuldeep Singh

所属专辑:Khazana(Vol. 2)

歌词

@migu music@

Ghazal mein bandisho alfaaz hi nahi kaafi

Ghazal mein bandisho alfaaz hi nahi kaafi

Jigar ka khoon bhi kuchh chahiye asar ke liye

Tumhare shehar ka mausammausam….

Tumhare shehar ka mausam

Tumhare shehar ka mausam

Bada suhana lage

Tumhare shehar ka mausam

Bada suhana lage

Main ek shyaam chura loon

Agar bura na lage

Main ek shyaam chura loon

Agar bura na lage

Tumhare shehar ka mausam

Jo dubna hai

Jo dubna hai to itane sukun se dubo

Jo dubna hai to itane sukun se dubo

Jo dubna hai to itane sukun se dubo

Ki aas paas ki leharo ko patana lage

Ki aas paas ki leharo ko patana lage

Ki aas paas ki leharo ko patana lage

Tumhare shehar ka mausam

Tumhare bas mein agar ho

Tumhare bas mein agar ho to bhul jaao humein

Tumhare bas mein agar ho to bhul jaao humein

Bhul jaao humein…Tumhare bas mein agar ho to bhul jaao humein

Tumhen bhulane mein shayad humen zamana lage

Tumhen bhulane mein shayad humen zamana lage

Tumhare shehar ka mausambada suhana lage

Na jaane kyaa hai

Na jaane kyaa hai kisi ki udaas aankhon mein

Na jaane kyaa hai kisi ki udaas aankhon mein

Woh munh chhupake jaaye to bewafa na lage

Woh munh chhupake jaaye to bewafa na lage

Tumhare shehar ka mausam

Humare pyaar se

Humare pyaar se jalne lagi hai ek duniya

Humare pyaar se jalne lagi hai ek duniya

Humare pyaar se jalne lagi hai ek duniya

Duaan karo kisi dushman ki badduaan na lage

Duaan karo kisi dushman ki badduaan na lage

Tumhare shehar ka mausambada suhana lage

Main ek shyaam chura loon

Agar bura na lage

Tumhare shehar ka mausam

Tumhare shehar ka mausam

Tumhare shehar ka mausam.

展开