Woh Chandni Ka Badan

作词:Rajendra Mehta

作曲:Rajendra Mehta

所属专辑:Ghazal E Mohabbat, Vol. 2

歌词

Woh Chandni Ka Badan - Nina Mehta/Rajendra Mehta

作词:Doctor Bashir Badr

作曲:Rajendra Mehta

Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain

Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain

Bahot aziz hamein hain magar paraya hain

Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain

Tum itani door sitaaron ke

Paas rahate ho

Tum itani door sitaaron ke

Paas rahate ho

Tumhe khuda ne hamare liye banaya hain

Tumhe khuda ne hamare liye banaya hain

Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain

Kahan se aayi khusboo

Ye ghar ki khushboo hain

Kahan se aayi ye khusboo

Ye ghar ki khushboo hain

Iss ajanabi

Ki andero mein koan aaya hain

Iss ajanabi

Ki andero mein koan aaya hain

Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain

Usse kisi ki mohabbat ka aitbaar nahi

Usse kisi ki mohabbat ka aitbaar nahi

Usse zamane ne shayad bahot sataya hain

Usse zamane ne shayad bahot sataya hain

Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain

Woh chandani ka badan khusboo ka saya hain

展开