Tarsen Mori Akhiyan(Album Version)

作词:Rajendra Mehta

作曲:Rajendra Mehta

所属专辑:Rahi Pyar Ke

歌词

@migu music@

Tarsen Mori Akhiyan (Album Version) - Nina Mehta

Written by:Rajendra Mehta

Tarsen mori akhiyan

Tarsen mori akhiyan

Dard ke maare tumhare dars bin

Dard ke maare tumhare dars bin

Barse ye din ratiyaan

Tarsen mori akhiyan

Tarsen mori akhiyan

Tum bin jag mein sab begaane

Koi kisi ka dard na jaane

Koi kisi ka dard na jaane

Ek baar tum aa jaate to

Ek baar tum aa jaate to

Sun jaate mori battiyaan

Tarsen mori akhiyan

Tarsen mori akhiyan

Mere ye aansu dekha ke taare

Mere ye aansu dekha ke taare

Dukha ke agan mein jal jal haare

Dukha ke agan mein jal jal haare

Ye sab taare tut girenge

Ye sab taare tut girenge

Dekhengi ye duniya

Tarsen mori akhiyan

Tarsen mori akhiyan

Dard ke maare tumhare dars bin

Dard ke maare tumhare dars bin

Barse ye din ratiyaan

Tarsen mori akhiyan

Tarsen mori akhiyan

Tarsen mori akhiyan

Tarsen

展开