歌词
@migu music@
Kaun Kisiko Bandh Saka (From "Kaalia") - Mohammed Rafi (默罕默德·拉斐)
Written by:Rahul Dev Burman
Kaun kisi ko bandh saka
Ha kaun kisi ko bandh saka sayyad to ek diwana hai
Tod ke pinjara ek na ek din panchhi ko ud jana hai
Kaun kisi ko bandh saka sayyad to ek diwana hai

Angadayi le kar ke jagi hai nojawani
Angadayi le kar ke jagi hai nojawani
Sapne naye hai aur zanzir hai purani
Paharedar phante se barso ram dhadake se
Hoshiyar bhai sab hoshiyar
Rat andheri rut barkha aur gafil sara zamana hai
Tod ke pinjara ek na ek din panchhi ko ud jana hai
Kaun kisi ko bandh saka sayyad to ek diwana hai
Tod ke pinjara ek na ek din
Arey panchhi ko ud jana hai
Khidki se rukata hai jhoka kahi hawa ka
Hil jaye diware aisa karo dhamaka
Khidki se rukata hai jhoka kahi hawa ka
Hil jaye diware aisa karo dhamaka
Bol dhol tashe se barso ram dhadake se
Hoshiyar bhai sab hoshiyar
Dekh ke bhi na koi dekhe aisa kuch rang jamana hai
Tod ke pinjara ek na ek din panchhi ko ud jana hai
Kaun kisi ko bandh saka sayyad to ek diwana hai
Tod ke pinjara ek na ek din panchhi ko ud jana hai
Kah do shikari se fanda laga ke dekhe
Kah do shikari se fanda laga ke dekhe
Ab jisme himat ho raste me aake dekhe
Nikala sher hanke se barso ram dhadake se
Jane wale ko jana hai aur sina taan ke jana hai

展开