歌词

@migu music@

Holi Ke Din (《复仇的火焰》电影插曲) - Lata Mangeshkar/Kishore Kumar

Written by:Rahul Dev Burman/Anand Bakshi

Chalo saheli

Chalo saheli

Chalo re saathi

Chalo re saathi

Ye pakdo

Ye pakdo pakdo pakdo pakdo

Isse na chhodo

Arra arra arra baiyan na todo

Oye theher ja bhabhi

Arre ja re sharabi

Kya ho raja gali mein aaja

Holi holi gaon ki gori o nakhrewali

Dungi main gali

Arre raamu ki saali

Holi re holi

Holi ke din dil khil jaate hain

Rangon mein rang mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rangon mein rang mil jaate hain

Gile shikwe bhool ke doston

Dushman bhi gale mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rangon mein rang mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rangon mein rang mil jaate hain

Holi hai

Gori tere rang jaisa

Thoda sa main rang bana lu

Aa tere gulabi gaalon se

Thoda sa gulaal chura lu

Ja re ja deewane tu holi ke bahane tu

Ja re ja deewane tu holi ke bahane tu

Chhed na mujhe besaram

Puchh le zamane se aise hi bahane se

Liye aur diye dil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rango mein rang mil jaate hain

Yehi teri marji hai toh

Accha chal tu khush ho le

Pass aake chuna na mujhe

Chahe mujhe dur se vigole

Heer ke kali hai tu

Mati se bani hai tu

Heer ke kali hai tu

Mati se bani hai tu

Chunese jo tuth jayegi

Katon ke chunese fulose najuk

Najuk badan chil jate hai

Holi ke din dil khil jaate hain

Rangon mein rang mil jaate hain

Gile shikwe bhool ke doston

Dushman bhi gale mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rangon mein rang mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rangon mein rang mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rangon mein rang mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rangon mein rang mil jaate hain

Holi ke din dil khil jaate hain

Rangon mein rang mil jaate hain

展开