歌词
@migu music@
Teri Meri Ankahi Dastan (《Bezubaan Ishq》电影插曲) - Rupesh Verma/Mohit Chauhan/Shreya Ghoshal
Written by:Rupesh Verma/Jashwant Gangani
Teri meri ankahi dastan
Ke gawaa hai
Yeh zameen aasmaan
Teri meri ankahi dastan
Ke gawa hai
Yeh zameen aasmaan
Teri aankhon mein likhi jo shayari
Kaise karoon main bayan
Ho oh oh ho
Tu meri kahani main teri zubaan
Tu meri kahani main teri zubaan
Tu meri kahani main teri zubaan
Tu meri kahani main teri zubaan
Tera mera rishta purana
Janmo janmo se aana jaana
Banke mann ka meet re
Meet re meet re
Tera mera rishta purana
Janmo janmo se aana jaana
Banke mann ka meet re
Aa jab yeh nahi thhe
Chand sitaare
Na thi nadiyaan saagar kinare
Tab se apni preet re
Tab se apni preet re
Aasman bhi karta hai
Aasman bhi karta hai
Afsaana bayan
Tere mere ishq ka
Tu meri kahani main teri zubaan
Tu meri kahani main teri zubaan
Tu meri kahani main teri zubaan
Tu meri kahani main teri zubaan
Tere bina kaisa ye jeena
Dil se bandhi ha dor teri
Saanson mein meri saans re
Saans re saans re
Tere bina kaisa yeh jeena
Dil se bandhi hai dor teri
Saanson mein meri saans re
Tum zindagi ho
Tum bandagi ho
Dard bhi tum ho
Tum hi dawa ho
Tum hi dil ki pyaas re
Tum hi dil ki pyaas re
Jo tu kahe aana
Aana aana aana
Jo tu kahe aana
Yeh waada raha
Honge hum ek pal mein fanaa
Tu meri kahani main teri zubaan
Tu meri kahani main teri zubaan
Tu meri kahani main teri zubaan
Tu meri kahani main teri zubaan zubaan
Main teri zubaan
展开