Dil Ko Tumse Pyar Hua

作词:Sameer Anjaan

作曲:Harris Jayaraj,Harpreet Singh

所属专辑:Rehnuma

歌词

@migu music@

Dil Ko Tumse Pyar Hua - Sreeram Chandra

Written by:Harris Jayaraj/Harpreet Singh/Sameer Anjaan

Dilko tumse pyaar hua pehli baar hua

Tumse pyaar hua

Main bhi aashiq yaar hua

Pehli baar hua tumse pyaar hua

Chaayi hain betaabi meri jaan kahon main kya karoon

Chaayi hain betaabi meri jaan kahon main kya karoon

Dilko tumse pyaar hua pehli baar hua

Tumse pyaar hua

Main bhi aashiq yaar hua

Pehli baar hua tumse pyaar hua

Kho gaya main khayalon mein

Ab neend nahin aankhon mein

Karvate bas badalta hoon

Ab jaagta hoon main raaton mein

Ab doori na sehni har lamha kehta hain

Na jaane haal mera aisa kyon rehta hain

Main deewana tera bangaya jaane jaana

Main fasana tera bangaya jaane jaana

Haseena gori gori churaye chori chori

Churaye dil chori chori chori chori chori

Dilko tumse pyaar hua pehli baar hua

Tumse pyaar hua

Main bhi aashiq yaar hua

Pehli baar hua tumse pyaar hua

Aarzoo hain mere sapnon ki

Baitha rahoon teri baahon mein

Sirf tu mujhe chaahe ab

Itna asar ho meri aahon mein

Tu keh de haske to tod dooon main rasmon ko

Marke bhi na bhoolon main teri kasmon ko

Main to aaya hoon yahan pe bas tere liye

Tera tan man sab hain mere liye

Kya haseena zara sama hai pyaara pyaara

Gale lagale yaara yaara yaara yaara yaara

Main bhi aashiq yaar hua

Pehli baar hua tumse pyaar hua

Chaayi hain betaabi meri jaan kahon main kya karoon

Chaayi hain betaabi meri jaan kahon main kya karoon

Kya karoon kya karoon kya karoon

展开