Salone Kya(电影《星座奇缘》插曲)

作词:Javed Akhtar

作曲:Sohail Sen

所属专辑:《星座奇缘》电影原声

歌词

@migu music@

Salone Kya - Various Artists (欧美群星)

Written by:SOHAIL SEN

Salone kya tune

Prem ka shastra padha

Salone kya tune

Prem ka shastra padha

Hoo koi aaye to

Mann ko bhaaye to

Hoti hai kya dasha

Sunn ni hai kya

Saari katha

Sunn ni hai kya

Saari katha

Salone aahsalone aah

Salone aahsalone aah

Kaisi agan

Sulagti hai hothon mein

Kaisa dhuan gehraata hai naino mein

Hoo

Kaisi agan

Sulagti hai hothon mein

Kaisa dhuan gehraata hai naino mein

Kyu baatein karti hai parchaaiyaan

Kyu aane lagti hai angdaaiyaan

Darr sataye kyu

Thartaraye kyu

Jaage kyu kaamna

Sunn ni hai kya

Saari katha

Darararararara rarara

Dararara rarara

Salone aahsalone aah

Salone aahsalone aah

Ooo chanchal sundari baala

Mujhe pata nahi tha

Har yug mein janam leti hai

Yahan koi meneka

Hoo prem ka bandhan hai aalingan

Kaise tumse kahun

Prem sandesa hota hai chumban

Ismein sankoch kyu

Yeh jo suvidha hai

Wo hi duvidha hai

Isko kahu aur kya

Sunn ni hai kya

Saari katha

Salone kya tune

Prem ka shastra padha

Salone kya tune

Prem ka shastra padha

Hoo koi aaye to

Mann ko bhaaye to

Hoti hai kya dasha

Sunn ni hai kya

Saari katha

Sunn ni hai kya

Saari katha

展开