Aetbaar

作词:Dev Kohli

作曲:Rajesh Roshan

所属专辑:《真相背后》电影原声

歌词

@migu music@

Pyar karna -2 hai tumko mujhse toh karna hoga aitbar, aitbar, aitbar

Iss nashe -2 kaa nasha lena hai toh karna hoga aitbar, aitbar, aitbar

Nain band hain mere dil hawale tere

Kar liya kar liya aitbar, aitbar, aitbar

Pyar karna -2 hai tumko mujhse toh karna hoga aitbar

Lab tere chhu liye ham pighalne lage - (2)

Aap toh mere dil me utarne lage

Janey anjane me yeh kya karne lage

Iss maje - 2 kaa maza lena hai toh karna hoga aitbar, aitbar, aitbar

Aage abb hoga kya sab mujhe hai pata, kar liya, kar liya aitbar

Pyar sagar se gahra hai yeh jan le - (2)

Koyi isaka kinara nahee man le

Pyar se pyar ko aaj pahchan le

Iss yakin - 2 kaa yakin karna hai toh karna hoga aitbar, aitbar, aitbar

Nain band hain mere dil hawale tere kar liya, kar liya aitbar

Pyar karna - 2 hai tumko mujhse toh karna hoga aitbar, aitbar, aitbar

Nain band hain mere dil hawale tere

Kar liya, kar liya, aitbar, aitbar, aitbar

展开