歌词
@migu music@
December 2nd, 1984 - Shankar Ehsaan Loy (尚卡尔-费沃斯-罗伊)/Amitabh Bachchan
2 december 1984 ki us kaali raat ko
Bhopal mein aath hajaar log maare gaye
Karib paanch lakh log
Gas se pidit hoye
Aaj pandhra saal baad
Mritko ki sankhya
Sola hajaar pahuch chuki hai
Aur ab bhi har mahine
Dus se pandhra log
Usi raat ki gas ke asar se marte hai
Industrial disaster ke itihaas me
Hiroshima kehlane wala ye aatank
Aaj tak ka sabse bada narsanghaar hai
Union ke vayraj bhi ye kahta hai
Ki ye narsanghaar
Ek asantusht worker ka kukarm hai
Union ka baeet par
Ek hajaar paanch
Sau karod dollar ka daava hua tha
Par ab tak
Is raashi ka sirf teen pratishat paisa
Diya gaya hai
Bhopal ko aaj bhi talaash hai
Kuchh nyaya ki
展开