Jab Hum Chhote The

作词:Syed Aslam Noor

作曲:Lucky Ali

所属专辑:Sunoh

歌词

@migu music@

Jab Hum Chhote The - Lucky Ali

Written by:Vinay Bihari

Jab hum chote hote the

Socha thi ki yeh aisa hoga

Yeh zamaana kyon aisaa hai meri jaan

Ab hum bade ho gaye

Dekha hai ki yeh aisaa hai

Yeh zamaana kyon aisaa hai meri jaan

Rastey hain wohi hai to pyaar ki kameen

Main jo dhoondta hoon mile kahan

Yeh kal to ek bahaana zamaana

Sab ko kuch na kuch kar ke dikhana

Gulshanon ki kamee hai kamee hai

Zindagi kaaton se bani hai

Nafratein bhi hain yaheen

Aur pyaar ki kamee

Rahi dhoonde kya tu ab yahan

Badley mausam badley hum

Jaane ab anjaane ho gaye

Jaan kar hum ho gaye anjaan

Josh zyaada hosh kam

Hairaan hain pareshaan hai sab

Qayamat nahin to yeh kya hai meri jaan

Yeh zameen yeh aasmaan phir milenge do jahaan

Banega phir se nayaa aashiyaan

Imtihaan ki ghadi hai saji hai

Jaise yeh din raat se judi hai

Jisne jaana usi ne pehchaana

Sadaa yeh dil ki usi ne suni hai

Raaste khule vaheen

Hai nayi ye zindagi

Rahi chal diya hai tu ab kahaan

展开