Yeh Zameen Hai, Aasmaan Hai

作词:Syed Aslam Noor

作曲:Lucky Ali

所属专辑:Sunoh

歌词

Yeh Zameen Hai, Aasmaan Hai - Lucky Ali

作词:Syed Aslam Noor

作曲:Lucky Ali

Yeh jawani jawani us pe aayi pareshaani

Apni mat mari mat mari har taraf na aamdani

Yeh zameen hai aasman hai

Aur beech mein hain hum

Mare mare hai re hai re

Mare mare hai re hai

Na jaanoo kya maanoo

Kis kis ko pehchanoo

Yeh bhi jaanoo woh bhi jaanoo

Ab mein na kisi ko manoo

Yeh zameen hai aasman hai

Aur beech mein hain hum

Mare mare hai re hai re

Mare mare hai re hai

Bhatak rahe hain ke manzil hai kahin

Dhoond rahe hain ek nayi zindagi

Sab ko mile sab mile aur ho na kamee

Yeh beqaraari qaraari yeh beqaraari

Yeh tanhayi hai aayee

Us pe aayee yeh judai

Yeh zameen hai aasman hai

Aur beech mein hain hum

Mare mare hai re hai re

Mare mare hai re hai

Kis se mile hum koi apna nahin

Hain fariyaadein to kya kare koi

Ab seh seh kar gham piye jaate hain

Yeh zamaana zamaana naa pehchaana

Ab kya jataana pachtaana

Sab ko hai bhool jaana

Yeh zameen hai aasman hai

Aur beech mein hain hum

Mare mare hai re hai re

Mare mare hai re hai

展开