Kisi Ki Bewafai Ka (电影《我心烦恼》插曲)

作词:Anand Bakshi

作曲:Rahul Dev Burman

所属专辑:《我心烦恼》电影原声

歌词

@migu music@

Kisi Ki Bewafai Ka - R.D. Burman/Kishore Kumar

Written by:Rahul Dev Burman/An/Bakshi

Kisi ki bewafai ka sabab ban jaya karati hai

Mohabbat hi judai ka

Mohabbat hi judai ka sabab ban jaya karati hai

Purane log chehre par naya chehra laga aaye

Mile gairon se haske apno se milte haya aaye

Haya bhi behayai ka

Haya bhi behayai ka sabab ban jaya karati hai

Kisee kee bewafai ka sabab ban jaya karati hai

Bachaya hai humari muglasi ne hum fakiro ko

Bohat najdik se dekha hai humne kuchh amiron ko

Yeh daulat har burayi ka

Yeh daulat har burayi ka sabab ban jaya karati hai

Kisee kee bewafai ka sabab ban jaya karati hai

Bane na bat jab koi toh koi kuchh kahe kaise

Jo kuchh kehna jaruri ho toh insan chup rahe kaise

Yeh chup dil ki duhayi ka

Yeh chup dil ki duhayi ka sabab ban jaya karati hai

展开