歌词

@migu music@

Ae Nazneen Suno Na - A. R. Rahman (A. R. Rahman)/Abhijeet

Ae naz-neen suno na

Ae naz-neen suno na

Humein tumpe haq to do na

Chahein to jaan lo na

Ke dekha tumhein to hosh ud gaye

Hont jaise khud hi sil gaye

Ye hont jaise khud hi sil gaye

Ae naz-neen suno na

Humein tumpe haq to do na

Chahein to jaan lo na

Ke dekha tumhein to hosh ud gaye

Hont jaise hont jaise khud hi sil gaye

Ye hont jaise khud hi sil gaye

Lagta hai ke tumko

Rab ne banaya jis dam

Apni kudraton ko usne

Tum mein kar diya tha gum

Is jahan ko husn baatana

Bhi kar diya tha kam

Teekhe teekhe naye naksh tere

Kaliyon se komal hont tere

Phoolon se nazuk paon tere

Dono jahan qurbaan tere

Tarasha pyaar se jise rab ne

Woh murath ho tum

Santarashon ki jaise devi tum

Tarasha pyaar se jise rab ne

Woh murath ho tum

Santarashon ki jaise devi tum

Tumsa jahan mein koi na

Ae naz-neen suno na

Humein tumpe haq to do na

Chahein to jaan lo na

Ke dekha tumhein to hosh ud gaye

Hont jaise hont jaise khud hi sil gaye

Parda khayalon ka hai

Sachmuch

Zara saamne aa

Chand ko mein takta hoon

Par teri shaqal aakhon mein

Ji jalayee chandini bhi

Thandi thandi raaton mein

Naata neendon se toot gaya

Tere liye ae mere haseen

Dil ko yakeen ye bhi hai magar

Aayega aisa din bhi kabhi

Jab mulaqatein bhi hongi

Meethi si baatein bhi hongi

Pyaar bhari raatein bhi hongi

Dekhnaaa

Jab mulaqatein bhi hongi

Meethi si baatein bhi hongi

Pyaar bhari raatein bhi hongi

Dekhnaaa

Aa ne ki khabar do na

Ae naz-neen suno na

Ae naz-neen suno na

Humein tumpe haq to do na

Chahein to jaan lo na

Ke dekha tumhein to hosh ud gaye

Hont jaise hont jaise khud hi sil gaye

Ye hont jaise khud hi sil gaye

Hont jaise khud hi sil gaye

展开