歌词
@migu music@
Lakshya - Shankar Mahadevan/Shankar Ehsaan Loy (尚卡尔-费沃斯-罗伊)
Written by:Shankar Mahadevan
Haan yehi rasta hai tera
Tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai tera
Tune pehchaana hai
Haan yehi rasta hai tera
Tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai tera
Tune pehchaana hai
Tujhe ab ye dikhaana hai
Roke tujhko aandhiyaan
Ya zameen aur aasmaan
Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya toh har haal mein paana hai
Mushkil koyi
Aajaaye toh
Parbat koyi
Takraaye toh
Taaqat koyi
Dikhlaaye toh
Toofaan koyi
Mandlaaye toh
Mushkil koyi aajaaye toh
Parbat koyi takraaye toh
Barse chaahe ambar se aag
Lipte chaahe pairon se laakh
Barse chaahe ambar se aag
Lipte chaahe pairon se laakh
Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya toh har haal mein paana hai
Himmat se jo koyi chale
Dharti hille qadmon tale
Kya dooriyaan kya faasle
Manzil lage aake gale
Himmat se jo koyi chale
Dharti hille qadmon tale
Tu chal yunhi ab sub o shaam rukna
Jhukna nahin tera kaam
Tu chal yunhi ab sub o shaam rukna
Jhukna nahin tera kaam
Paayega jo lakshya hai tera
Lakshya toh har haal mein paana hai
Haan yehi rasta hai tera
Tune ab jaana hai
Haan yehi sapna hai tera
Tune pehchaana hai
Tujhe ab ye dikhaana hai
展开