Woh Kaghaz Ki Kashti

作词:Sudarshan Faakir

作曲:Jagjit Singh

所属专辑:The Latest

歌词

@migu music@

Woh Kaghaz Ki Kashti - Jagjit Singh/Chitra Singh

Written by:Jagjit Singh/Sudarshan Faakir

Ye daultal bhi lelo ye shaurat bhi lelo

Bhale chinlo mujse meri jawani

Magar mujko lauta do bachpan ka sawan

Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani

Ye daultal bhi lelo ye shaurat bhi lelo

Bhale chinlo mujse meri jawani

Magar mujko lauta do bachpan ka sawan

Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani

Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani

Mahule ki sabse purani nishani

Wo budhiya jise bacche kahete the nani

Wo nani ki bato main pariyo ka dera

Wo chahere ki juriyo me sadiyoka pahera

Bhulaye nahi bhul sakata hai koi

Wo chhoti si ratain wo lambi kahani

Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani

Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani

Kadi dhup me apne ghar se nikalna

Wo chidya wo bubul wo titali pakadana

Wo gudiya ki shadi me ladana zaghadna

Wo zulo se ghirana wo gir ke sambhlana

Wo pital ke challo ke pyaare se tohfe

Wo tuti hui chudiyon ki nishani

Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani

Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani

Kabhi ret ke oonche teelon pe jana

Gharonde banana bana ke mitana

Wo masoom chahat ki tasveer apni

Wo khwabon khilaunon ki jaageer apni

Na duniya ka gam tha na rishton ke bandhan

Badi khoobsurat thi wo zindagani

Ye daultal bhi lelo ye shaurat bhi lelo

Bhale chinlo mujse meri jawani

Magar mujko lauta do bachpan ka sawan

Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani

Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani

Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani

Wo kagaz ki kasti wo barish ka pani

展开