Tu Ambar Ki Aankh Ka Tara

作词:Wasim Bareilvi

作曲:Jagjit Singh

所属专辑:Solitaire Jagjit Singh

歌词

@migu music@

Tu Ambar Ki Aankh Ka Tara - Jagjit Singh

Written by:Jagjit Singh/Wasim Bareilvi

Tu amber ki ankh ka tara

Tu amber ki ankh ka tara

Mere chhote hath

Sajan main bhool gai ye baat

Tu amber ki ankh ka tara

Mere chhote hath

Sajan main bhool gai ye baat

Sajan main bhool gai ye baat

Tu amber ki ankh ka tara

Mere chhote hath

Sajan main bhool gai ye baat

Tujhko saare man se chaha

Tujhko saare man se chaha chaha saare tan se

Tujhko saare man se chaha chaha saare tan se

Apne pure pan se chaha aur adhurey pan se

Pani ki ek boond kahan

Pani ki ek boond kahan aur kahan bhari barsat

Sajan main bhool gai ye baat

Pani ki ek boond kahan aur kahan bhari barsat

Sajan main bhool gai ye baat

Janam janam mangungi tujhko

Janam janam mangungi tujhko

Tu mujhko na thukraana

Main maati mein mil jaaungi tum maati ho jaana

Janam janam mangungi tujhko

Tu mujhko na thukraana

Main maati mein mil jaaungi tum maati ho jaana

Lehar ke aage kya ek chote tinke ki auqaat

Sajan main bhool gai ye baat

Lehar ke aage kya ek chote tinke ki auqaat

Sajan main bhool gai ye baat

Teri oor hi dekha mene

Teri oor hi dekha mene apni oor na dekha

Teri oor hi dekha mene apni oor na dekha

Jab jab badhna chaha paaon se lipti lachman rekha

Teri oor hi dekha mene apni oor na dekha

Jab jab badhna chaha paaon se lipti lachman rekha

Main apne bhi saath nahi thi

Main apne bhi saath nahi thi tere duniya saath

Sajan main bhool gai ye baat

Tu amber ki ankh ka tara

Tu amber ki ankh ka tara

Mere chhote hath

Sajan main bhool gai ye baat

Sajan main bhool gai ye baat

展开