Only You (电影《Vande Mataram》插曲)

作词:Mehboob

作曲:A.R. Rahman

所属专辑:Vande Mataram

歌词

@migu music@

Only You - A. R. Rahman (A. R. Rahman)

Written by:A.R. Rahman/Mehboob

Tera ik khyal aey sahib e kamaal

Aey husn e jahaan se bhi hasin o bemisal

Tera hi to hay aks chaar soo

Tera hi to rangg hay a sahib e jamal

Teri hi tadap hay mujhe chain hi kahaan hay mujhe

Ankhon ki piyas hay is dil ki aas hay din ki talash hay only you

Ankhon ki piyas hay is dil ki aas hay din ki talash hay only you

Na chahta hoon main ye jahan na chahta hoon main jannat wahaan

Haan chahta hoon main only you haan chahta hoon main only you

Ankhon ki piyas hay is dil ki aas hay din ki talash hay only you

Mere wajood ki tu hi wajjah mere sajood ki bhi tu hi wajjah

Mere wajood ki tu hi wajjah mere sajood ki bhi tu hi wajjah

Kehta hay jab tu main hoon tera parda hay phir kiuon darmiyaan

Jis k deedar ko tarsay wo hay only you

Ankhon ki piyas hay is dil ki aas hay din ki talash hay only you

Ankhon ki piyas hay is dil ki aas hay din ki talash hay only you

Only you only you only you

展开