歌词
@migu music@
Buddhu Sa Mann (From "Kapoor & Sons (Since 1921)") - Amaal Mallik/Armaan Malik
Written by:Abhiruchi Chand/Amaal Mallik
Dabi dabi si hansi
Honton pe phansi hai
Gudgudi kar rahi hawa
Oo
Halla macha rahi hai
Pagal si khwaishein
Khushiyon ki mili hai vajah
Kuch hai junoon sa
Kuch pagal pan hai
Sau baatein karta yeh
Buddhu sa mann hai
Kuch hai junoon sa
Kuch paagalpan hai
Sau baatein karta yeh
Buddhu sa mann hai
Karne de khwaabon ko badmashiyaan
Chalne de nazron ki manmaniyan
Dhoondhe chalo kuch thikane naye
Hone de pagli pagli si nadaaniyaan
Hosh mein rehna hai kyun
Rehne se hoga kya
Behoshiyon mein hai maza
Ooooo
Bachkaani harkatein jo
Hoti hain hone de
Khushiyon ki mili hai wajah
Kuch hai junoon sa
Kuch pagal pan hai
Sau baatein karta yeh
Buddhu sa mann hai
Kuch hai junoon sa
Kuch pagal pan hai
Sau baatein karta yeh
Buddhu sa mann hai
Mausam ne bhi ki hai
Kuch koshishein
Hone lagi dekho
Yeh barishein
Sar pe chadha hai
Yeh kaisa asar
Daude raftaar mein
Dil ki sab dhadkanein
Dhun koi chal rahi hai
Kaano mein dheeme se
Roshan hai zyada yeh subah
Oo
Hulchul jo ho rahi hai
Seene mein hone de
Khushiyon ki mili hai wajah
Kuch hai junoon sa
Kuch pagal pan hai
Sau baatein karta yeh
Buddhu sa mann hai
Kuch hai junoon sa
Kuch pagal pan hai
Sau baatein karta yeh
Buddhu sa mann hai
Buddhu sa mann hai
Buddhu sa mann hai
展开