Mann Mohana

作词:Javed Akhtar

作曲:A.R. Rahman

所属专辑:Jodhaa Akbar(Original Motion Picture Soundtrack)

歌词

歌曲名 Mann Mohanaa

歌手名 A.R. Rahman/Bela Shende

作词:Javed Akhtar

作曲:A.R. Rahman

Mann Mohana aaa~

mann mohanaaa~

Kanha sunona aaa~

Tum bin paun kaise chaina

Tarsu tumhi ko din rain

Chodke apne kashi mathura

Chodke apne kashi mathura

Aake basao more nain

Tum bin paun kaise chain

Kanhaaa~

Tarsu tumhiko din rain~

Ek pal ujiraya aaye

Ek pal andhiyara chaye

Mann kyun na ghabraye

Kaise na ghabraye

Mann jo koi dhara ha

Apni rahon mein paaye

Kaun disha jaye

Tum bin kaun samjhaye

Tum bin kaun samjhaye

Raas rachiyan brindavan ke gokul ke basi

Radha tumhri daasi

Darshan ko hai pyaasi

Shaam shalone nand lala krishna banwari

Tumri chab hai nyari

Mein to hoon tan man hari

Mein to hoon tan man hari

Mann mohanaaaa mann mohanaaaa~

Mann mohanaaaa mann mohanaaaaa~

Kanha sunona aaa

Tum bin paun kaise chain

Tarsu tumhiko din rain

Jeevan ek nadiya hai lehron lehron behti jaye

Ismein mann ki naiyaa doobe kabhi tar jaye

Tum na Khewaiya ho to koi tat kaise paaye

Majdhaare rehlaye

Toh tumri saran aaye

Haan tumri saran aaye

Mein hoon tumhari hai tumhara yeh mere jeevan

Tumko hi dekhon mein

Dekhun koi darpan

Bansi ban jaungi in hooton ki ho jangui

In sapno se jalthal

Hai mera maan angan

Hain mera mmmm…

展开