Kitni Haseen Zindagi

作词:Tanvir Shah,Arshii

作曲:Lucky Ali

所属专辑:Aks

歌词

歌曲名 Kitni Haseen Zindagi

歌手名 Lucky Ali

作词:Tanvir Shah/Arshii

作曲:Lucky Ali

Kitni haseen zindagi hai yeh

Hoton pe jaise kahani hai

Sadaa yahan kiska thikana hai

Un ki rawani mein jaana hai

Bahaaronn ne har sou rang hai bikhairaa

Rait ka sehra ek pal ka ghera

Ek din bikharnaa yahan

Dil bhi kahin hai pahadon mein

Thoda sa kahin hai kinaron mein

Phir ke chali hai thandi hawaaein

Kya tum miloge hum se jahaan leke jaaye

Bheegi bheegi palkhen kamsin adaayein

Masoom chehra tera nahin bhool paaye

Tumhe bhi kabhi ye satate hain

Muskra ke dil ko churate hain

Jeene ko to dil yeh chaahta hai

Jaane phir kyon sharmaata hai

Rukta nahin hai sab kuch bataaye

Chupta nahin hai dil jaan jaaye

Ab rehna kisko yahaan

展开